Hi friends agar aapko video editing ka shoak hai to yah post aapki jrur help karegi ki kaise hum video ko asaani se edit kare .
is list ke sabhi video editer top ke video editer kahlate hai aur sabse best bhi in sabhi video editors ko maine khud use kiya hai aur mujhe ye kafi achhe lage hai isliye mai aap sabhi ko bhi bta rha hun.
Agar aap ek youtuber ho aur android phone se video bnakar video ko youtube pe upload karte ho to apko ye pta hoga ki achhe video editor ki youtuber ko kitni jarurat hoti khas kar un youtubers ko jinke pas pc/computer nhi hota hai aur vo apni sabhi videos apne phone se hi banate ho agar ek youtuber ke pas ek top ka video editor na ho to vo kabhi ek sucsefull youtuber nhi ban sakta hai.
Agar aap bhi ek youtuber ho aur aap bhi ek sucses youtuber bnna chahte ho aur apke pc nhi hai aur agar aap ek achhe video editor ki talas me ho to aap sahi jagh par ho aaj me apko best android video editor ke bare me btaunga. To aiye jante hai top 6 android video editors ke bare me.
Top 6 Android Video Editors 2017
1.Power Director Video Editor
ye ek bahut hi popular video editor hai. Ye video editor android ke 4.3 ya isse uper ke version me kam karta hai. Isko google play store me 4.5 ki rating mili hai. Aur is app ka size 37 mb hai.
features of Power Director Video Editor:
- Transition Effects Editor
- Supports SlowMotion
- Easy to drag an Image, Video, and Audio
- Rotating, Trimming
- Recordable and customizable
- Easy to use and user-friendly
2.FilmoraGo Video Editor:
ye ek bahut badiya pro video editor android apk hai. Ye android ke 4.2 ya isse higher virsion me work karta hai. Isko play store me 4.0 ki rating mili hai is lihaj se ye kafi achha video editor hai. Iska size 36 MB hai.
features of FilmoraGo Video Editor:
- Can create slideshow of your media files
- Video trimming, Rotating
- Excellent video effects like filters, overlays, animated text and title effects
- Easy to use
- User-friendly interface
3.AndroVid Pro Video Editor:
ye bahut hi achha aur simple desing wala video editing apk hai.
Ye free aur paid dono type me play store par availible hai. Ye android ke 3.0 ya isse higher version me run karta hai. Isko play store me rating 4.0 ki mili hai aur iska size 18 mb hai.
features of AndroVid Pro Video Editor:
- Easy to use in comparison to other apps
- Cut, Trim, Edit (You can remove the any of the parts of the video which is fantastic)
- Add Music to the videos
- You can add Texts, Frames, Effects on your videos
- You can convert any video to mp3 which is the best features of this app
4.KineMaster Pro Video Editor:
kineMaster Pro video editor ek amazing video editor hai. Ye android 4.1 ya isse higher version me run karta hai. Ise play store me 4.5 ki rating mili hai. Is app ka size 40 MB hai.
features of KineMaster Pro Video Editor:
- 3D transition effects
- Supports video formats such as Mp4, 3gp and more
- You can add layers, images, videos, texts and more
- Directly you can Share with Facebook, YouTube and so on
- More extra beneficial features
5.VidTrim Pro Video Editor:
ye kafi achha video editor hai. Iske use se aap ek unique video creat kar kar sakte ho ye aap paid hai. Par aap iska trial ddwnload kar sakte ho. Ye app android 2.3.3 ya isse higher virsion wale phone pe run karta hai. Isko play store me 4.5 ki rating mili hai. Iska size 15 MB hai.
Features of VidTrim Pro Video Editor:
- Trimming
- Frame Grabbing
- Transcoding of your videos
- Easy and user-friendly interface
- They provide trial version before purchasing
6.VivaVideo Pro Video Editor:
ye ek bahut hi badhiya aur pawerfull video editor app hai. Ye play store me 2 types me availible hai. 1.Free 2.Paid ye android 4.0 ya isse higher virsion wale phone me run karta hai. Play store me iski rating 4.5 hai. Is app ka size 35 MB hai.
features of VivaVideo Pro Video Editor:
- You can use it as Camera
- Providing all the standard features which given by other editor apps
- Having premium features like Watermark Free, Advertisement Free, and the freedom of video length
- You can make HD motion movies
- Extra more features such as Stickers, Texts, Transitions and 200+ effects which are available with the Pro version of the app.
to kaisi lagi meri yah post agar aap ek youtuber hai to mujhe pta hai ki yah post aapko bhut help karegi. Aur agar apko koi help chahiye ho to hamse comment box me puche.or post ko share karna n bhule
thank you for visiting
thank you for visiting
No comments:
Write commentAdd Your Comments, and Your Thought