Hello Dosto, Blogger Ke Liye Sabse Badi Muskil Tab Hoti hai Jab Wo Quality Content Likhne Ka Babzud Apne Blog Par Traffic badha Nhi Pata hai Aur Nirash Ho Jata hai. Iske Solution Ke Liye Is Post Me Hum Apko Google Search Console Me Blog Ka Sitemap Kaise add karte hai wo Sikhayenge . Hum Apko Ye Batayenge Ki Google Me Kaise Automatic Apke Blog Ka har Page Google Search Engine Me Submit Ho Jayega, Fir Apko Manually Submit Karne ki Jarurat nhi hai.
READ MORE:-Blog Me Author Box Kaise Lagaye-Hindi
SiteMap Kyu Jaruri Hai:
Blog Ke Har Post Ko Google Me Auto-Matically Index Ya Add Karne Ke Liye Google Webmaster Tool Me Sitemap Ka Add Karna jaruri Hota hai. Jaise Hi App Blog Par Koi post Publish Karte hai To Google Us Post Ko Automattic Crawl Kar Leta hai. Aur Isi Jaruri Topic Ke Liye Google Webmaster Me Sitemap Jodna Bahut Jaruri Hota hai
Sabse Phele Apko google Webmaster Tools Me Jaana Hota hai Agar Apne Google Webmaster Tool me Apne Blog Ko Add Nhi Kar Rakha hai To Blog ko Add Kar Lijiye:-
Add Hone Ke Bad hi App Sitemap Add Kar Sakte hai
Add Hone Ke Bad hi App Sitemap Add Kar Sakte hai
How To Add Sitemap In Google Webmaster Tool:
Google Webmaster tool Me Blog Ke DashBoard Me aane Ke Bad Apko Current Status Tab Me 3rd Number Par Sitemaps Ka Option Show Hota hai Apko Sitemap Wale Tab (Icon) Par Click Karna hai
- Click Karne Ke Bad Right Top Par “Add/Test Sitemap” Par Click Karna Hai Jisme Apko Blog Ke Sitemap Text Add Karne Hote hai:
- Apko Usme Ye Sitemap Line Dalni Padegi
3. Usme Ye Sab Daalne Ke Bad Apko Submit Button Par Click Kar Dena hai Aur Is Tareeke Se Sitemap Add Ho jaata hai Uske Bad Refresh Page Par Click Karke App sitemaps Text Dekh Sakte hai
- atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
Ye Sitemaps Line Blog ki Maximum 500 Post Tak Crawl Karne Ke Liye Hi Work Karegi.
500+ Se Jyada Post Hone Par Apko Dusra Sitemap Create Karna Padega:
500+ Se Jyada Post Hone Par Apko Dusra Sitemap Create Karna Padega:
- Submit Karne Ke Bad App Sitemap Me Apne Blog Ke Post Ki Jaankari Le Sakte hai. Usme Apke Blog Ke Jitne bhi Post Publish Hue hai unki Sankhya Aur Jitne google Ne Index Kiye hai Uski Shankhya Dekhi Jaa Sakti hai
Google Webmaster Tool Sitemaps |
- Apko New Sitemaps Crawl Karne Ke Bad Sitemap Me Index Hone Me Time Lag Sakta hai Ye Time 2-4 days Ka ho Sakta hai. Crawl Karne Ke Bad App Isme Index Post Ki Amount Dekh Sakte hai
Blog Ke Liye Sitemaps Kitne Jaruri hote hai Ye to App Is Post Ki Madad Se Samajh Gye Honge. Aur Google Webmaster tool Ke Liye Is Blog Par Bahut Post hai Jo Apke Blog Par Traffic Laane Me Madad Karenge.
I Hope ki Ye Blog Post Apko Bahut Hi Pasand Aur Kaam Me Aaya Hoga Aur App Isse Share Jarur Kijiyega
Agar Webmaster tool Se Related Koi Problem hai to Please Comment Me Jarur Share Kijiyega. Hum Apki Madad Jarur Karenge
I Hope ki Ye Blog Post Apko Bahut Hi Pasand Aur Kaam Me Aaya Hoga Aur App Isse Share Jarur Kijiyega
Agar Webmaster tool Se Related Koi Problem hai to Please Comment Me Jarur Share Kijiyega. Hum Apki Madad Jarur Karenge
Aapne Achi Post Likhi Hai Aapki Post Se New Blogger Ko Khafi Help Hogi
ReplyDeletethank you
ReplyDeletesitemap error Bata rahi hai ab kya karu
ReplyDelete