Hello friends, aaj me aapko ek ese chej ke baare me btane ja rha hu jisase aap apni website ya blog par kafi accha font chouse karke laga sakte hai kai bar esa hota ha ki hum koi wesite visite karte hai or us website ka hume font pasand aa jaye to hum us font ko apni wesite ya blog me lagana jrure chahenge. aagar aap ek webdeveloper hai to vah yah font asaani se nikal leta hai par jinhe codeing ki jayada jankari nhi hai vo kaise pta lagaye to me aaj aapko esi ke baare me btaunga ki kisi bhi blog ya website ka font ka pta ksiae lagaye.
Maine online kafi search kiya ki kaise kisi bhi website ke font ko check kare. Search karte-karte mujhe ek aisa Google chrome ka extension mila jiski help se aap kisi bhi website ke font ko check kar sakte hai, bus is ke bare me main aap se share karne ja raha hu.
How To Check Fonts of Any website in One-click
- Sabse pahle apna Chrome Browser open kare. Browser ke “more tools” me Extensions par click kare. Uske baad get more extensions par click kare
- Ab aapko “WhatFont” extension search karke apne browser me install karna hai.
- Whatfont extensions install karne ke baad aapke browser ke Address bar ke right side -Whatfont ka icon show karega, mean yah extension install ho chuka hai aur work karne ke liye ready hai.
- Ab kisi bhi website ke font check karne ke liye us website ko open kare, aur uske baad “whatfont” icon par click kare.
- click karte hi whatfont enable ho jaayega ab apne mouse pointer ko website ke font ke upar laaye, aapko black colour me pointer ke saath font name show karega. Aap us par click karke font ki details bhi dekh sakte hain. Agar mouse pointer font show nahi kar raha hai to fir se icon par click kare.
Note: Yah toolbar keval Chrome Browser ke liye available hai.
Aap is tool ka bookmarklet bhi use kar sakte hai, agar extensions nahi install karna chahte. Bookmarklet ko aapko apne chrome browser ke bookmark-bar me drag and drop karna hai. Bookmarklet aap is Link par install kar sakte hain.
to dosto hai na ye post aapke kam ki agar aapko esase koi jankari mili ho to share or comment jrur kare
thank you for visiting
- Kya Pop-up or Pop-Under Pages Me Adsense Ads Laga Sakte Hai
- Wordprees Par Free Blog Kaise Bnaye~Full Guied In Hindi
to dosto hai na ye post aapke kam ki agar aapko esase koi jankari mili ho to share or comment jrur kare
thank you for visiting
Thank you Nick Anderson
ReplyDelete