08 July, 2018

Deep Web or Dark Web Kya Hai Puri Jankari Hindi Me

Hi Friends! Welcome Back. Kya aap Search kar rhe hai ki Deep Web, Surface Web Aur Dark Web Kya hai? yadi haa to aap es Post ko Last tak read kijiye Kyuki hum ess Post me Deep Web Kya hai?, Dark Web kya? hai aur Sath hi Surface Web kya hai? eske baare me Detail me jaanenge. To chaliye Suru Karte hai

Deep Web, Surface Web Aur Dark Web Kya Hai

क्‍या है सर्फेस वेब (Surface Web)
सर्फेस वेब (Surface Web) इंटरनेट का वह भाग है जिसे आप आमतौर पर इस्‍तेमाल करते हैं इसके लिये आपको किसी special permission की अावश्‍यकता नहीं हाेती है, इन वेेबपेज पर पहुॅचने के लिये आप search engine का सहारा लेते हैं इस दूसरे तरीके से देखें तो सर्फेस वेब (Surface Web) को Google और Bing जैसे search engine इंडेक्स करते हैं और आपके द्वारा कोई भी क्‍वेरी सर्च करने पर Result के तौर पर दर्शाते हैं और ज्‍यादातर लोग इन्‍हीं सर्च इंजन का प्रयोग कर सर्फेस वेब (Surface Web) की इन वेबसाइट पर पहुॅचते हैैं, लेकिन उन पेज का क्‍या जो Google और Bing जैसे Search Engine इंडेक्स नहीं करते हैं वही होता है डीप वेब (Deep Web) और डार्क वेब (Dark Web) चलिये समझने की काेशिश करते हैं 

What is Deep Web:

Deep internet hamare internet ka wo part hai jo hur insan ke liye nahi hai. Ye part sirf limited logo ke liye hi hai. Deep web mein wo internet aata hai jo hum kisi search engine jese keh google, bing, ask ya yahoo etc se search nahi kar sakte. For example meri www.Hitmeindia.blogspot.com website me ne agar google mein index na ki ho to aap log agar google mein jitni bhi search kar lo to aap ko meri website show nhi ho gi jub tuk keh me apni website ka url ya link aap logo se share na karo. Deep web internet ko use karne ke liye aap ko uss deep web ka aik specific url ya link pata hona zarori hai jis ko aap surf karna chahte hein. 
Deep web mein hamari government ki secret websites, banks ki websites, kisi organization ya company ki information hoti hein jo sirf specific logo ke liye hi zarori hoti hein aur kisi doosre insan ko in ka nahi pata hona chahye. Issi liye deep web wali websites ko google etc mein add nahi kia jata hai taa keh government ki secret information kisi ko pata na chul sake.


Deep web ko hum easily kisi bhi browser ke sath use kar sakte hein. Agar aap kisi company ya organization mein job karte hein aur aap ko un ki website ka pata hai jo keh deep web hai to aap iss ko use kar sakte hein aur ye bilkul legal hai. Lekin agar aap wo website kisi unknown person ke sath share karte hein to ye illegal hai aur aisa kabhi bhi na kare.

Dark Web Kya Hai/What Is The Dark Web?

Note-: Friends Mai apko Dark Web ke baare me Kewal bata rha hoon lekin aap esse Access karne ki kosis kabhi mat karna. Kyoki Dark Web ka Use karna Illegal hai.
Dark Web par aap ye Samjh lijiye ki Internet par aap Kuchh bhi kar sakte hai. Chahe hum baat karte hai Drugs ki Tending, ARM ke Tending ki to ye sabhi kaam Dark Web par hoti hai. Dark Web Internet ka wo Kaala Dhabba hai jaha par aap Kuchh bhi Aur kaise bhi kar sakte hai. ye bhi apko Normal Google Search me kabhi bhi nhi milega.
Esko Access karne ke liye apko Chahiye ek Special Browser jisko hum kahte hai Tor Browser. Yadi aap Tor Browser ko Use karte hai to hi Dark Web ko Access kar payenge. Keep Mind ye sabhi Illegal hai. ye maan lijiye ki Saara ka Saara Black Marketing Dark Web me hoti hai. Starting me ye ye tha kewal Navvy ke liye. lekin Ab Dark Web pure World me Fail chuka hai.
Final Words:

Agar aap ko ye post pasand aaya to neche share waale button pe click kar ke hamara post facebook twitter pe zaror share kare. Agar aap ka koi question hai to aap comment kar ke pooch sakte hein.
To Friend Jaisa ki humne apka bataya Deep Web, Surface Web Aur Dark Web Kya hai?  Asha karte hai ye Information apke liye Kaphi helpful hogi Yadi sach me aisa hai to Plz aap hume comment box me jarur bataye. Aur apka Koe Sawaal ya Sujhaaw hai to Niche Comment jarur kare Hum apki puri help karenge.

4 comments:
Write comment

Add Your Comments, and Your Thought