Free Website Kaise Banaye Ki Jankari Hindi Me. Aaj mai aapko isi ke bare me batane ja raha hu website banana koi jatil kam nahi hai magar jin dosto ko iski jaankari nahi hai unke liye website ya blog banana bahut mushkil kaam hai. Google hume free website banane ki service provide karta hai aap next 5 minutes me blogger.com par free website bana sakte ho. Free blog kaise banate hai online paise kamane ke liye?
Agar aapke pas computer nahi hai to koi baat nahi aap mobile se bhi blog ya website bana sakte ho. bas aapka mobile internet support karta ho.
Free website banane ke liye aapko google gmial account ki jarurat padegi. Agar aapki google par email id hai to aap aasani se blogSpot par blog bana sakte ho.
Ab aapka blog completely ban gaya hai. Aap apne blog ka URL or template bad me change kar sakte ho.
To ye thi blogSpot par free website blog banane ki jankari. Ummid karta hu aapko achhi lagegi or aap aasani se blogSpot par free blog bana sakoge.
Agar fir bhi aapko kahi koi problem aaye to comment me abhi bataye or ha aapko ye post achhi lagi hai to comment me apne vichar share jarur kare.
Kali Linux क्या है पूरी जानकारी हिंदी में
What is Computer Localhost in hindi-Full Guied
Website (Blog) Kyo Banani chahiye?
Agar aap chahate ho ki sari duniya aapko pahchane to internet par aapki website hona bahut jaruri hai. mai aapko yaha par kuch most bate bta raha hu jaise, make money earn money- Aap internet se online paise kamana chahate ho.
- Agar aap online business karna chahate ho
- Aap duniya me apna name kamana chahate ho.
- Aap apni knowledge pure world ke sath share karna chahate ho.
- Ethical Hacking क्या है पूरी जानकारी हिन्दी में
- Deep Web, Surface Web Aur Dark Web Kya Hai Puri Jankari Hindi Me
Website (Blog) Banane ke liye kya kya chahiye?
Website banane ke liye aapko jyada kuch nahi chahiye aapko bas do chijo ki jarurat hai.- Gmail Account
- Computer /Laptop
Agar aapke pas computer nahi hai to koi baat nahi aap mobile se bhi blog ya website bana sakte ho. bas aapka mobile internet support karta ho.
Free Website (Blog) Kaise Banate Hai Online Paisa Kamane Ke Liye
BlogSpot par free blog banane ke liye aapko jyada kuch karne ki jarurat nahi hai. Aapko bas is post me bataye anusar step follow karne honge or thodi hi der me aap apni website bana loge.Free website banane ke liye aapko google gmial account ki jarurat padegi. Agar aapki google par email id hai to aap aasani se blogSpot par blog bana sakte ho.
Step 1:
Sabse pahle www.Blogger.com website par jaye or apni email id se log in kare. Agar aapke pas email id nahi hai to pahle apni email id bana lijiye.- Blogger Blog Me Advanced SEO Setting Enable Kaise Kare~Full Guide In Hindi
- Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye
- Mobil Se Youtube Video Kaise Download Kare – Hindi
Step 2:
Log in karne ke bad aapke samne ek new windows open hogi. New Blog banane ke liye New Blog par click kare.Step 3:
Ab aapke browser me ek popup window open hogi jaha par aapko apne new blog ki complete details fill karni hogi. Jaise blog title, blog address, template etc.- Title: title me apne new blog ka name likhna hai. Jaise mere blog ka name Hitmeindia hai. Waise hi aap bhi apne blog ka koi achha name rakh sakte hai.
- Address: yaha aapko apme blog ke link (URL) set karna hai. BlogSpot par lakho logo ne pahle se blog banaye huye hai so aapki pasand ka URL uplabdh na ho or error aaye to aap link me 1345 ya koi or word jod sakte ho.
- Template: apne blog ke liye koi bhi ek template chune. Aap yaha se filhal koi bhi template chun lijiye aap use bad me change bhi kar sakte ho.
- Complete setting karne ke bad create blog par click kare.
Step 4:
Jaise hi aap create blog par click karoge to aapka blog ban chuka hoga or aapke samne is tarh se blog ka dashboard open ho jayega. Ab yaha aap apne blog ke liye new post par click kar ke new post likh sakte ho.Ab aapka blog completely ban gaya hai. Aap apne blog ka URL or template bad me change kar sakte ho.
To ye thi blogSpot par free website blog banane ki jankari. Ummid karta hu aapko achhi lagegi or aap aasani se blogSpot par free blog bana sakoge.
Agar fir bhi aapko kahi koi problem aaye to comment me abhi bataye or ha aapko ye post achhi lagi hai to comment me apne vichar share jarur kare.
Agar aapko blogSpot ke bare me or adhik jankari chahiye to aap hamari website ki blogSpot se related post padhkar iske bare me details se jankari le sakte ho.
I hope aapko free website blog kaise banaye post achhi lagi hogi agar ha to is post ko social media par apne sabhi friends ke sath share jarur kare.
No comments:
Write commentAdd Your Comments, and Your Thought