hello friends aaj me aapko ek bahut he intresting trick btane ja raha hun jisse aap android mobile se free calling kar skte hai kisi bhi mobile or kisi bhi number par.thank you and well come to come my blog Mobile phone aaj ki duniya me kitna important hai ye to aap sabhi jante ho ek din agar pas me mobile nahi hota to pura din humara man nahi lag pata hai. Aaj se lagbhag 15-20 sal phle jab mobile har kisi ke pas nhi hota tha kyuki tab mobile ki kimat bahut jyada thi or uske sim card bhi bahut mehange the. Call rate bhi 1 mint ka lagbhag 4 se 5 rupey thi.
Dheere dheere aaj ki duniya me mobile to ek normal bat ho gai hai. Kyuki ab isko kimat bahut kam ho gai hai. Sim card to free me mil jate hain. Or call rate bhi 10 se 30 paisa ho gai hain. Or aane wale samay me call rate sayad 0 paisa ho jayegi kyuki sara kam internet se hone lag jayega calling bhi internet se hogi.
Dosto me aapko jo android Trick btane jaa raha hun vo bhi internet par based hai. Aaiye jante hain ki kaise hum kisi bhi number par free calling kar skte hain.
Me aapko Free calling ki sabse best application batane ja raha hun jiski help se aap free calling kar skte ho vo bhi biLkul clear voice me.
Free calling kaise kare
1) Sabse phle aapko google play store se primo app ko download karna hain. 2) primo app download ho jane ke bad isko install karke ON kare. 3) primo application me apna account banaye.
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) 4) first Name or last name me apna naam dale. |
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) |
User name me aap apna name dal skte hain. Example> Yogesh-kumar-sai
Password me aapko 8 se 10 number ka password dalna hain. Par ek bat ka dhiyan rakhe ki 8 se 10 number ke pas me ek word capital latter’s ka hona chahiye. Example> 8441838157
Confirm password me jo first me password dala tha same password usme dale.
Read Also:-
5) sign up par click kare.
6) ab add your mobile number ka option aayega aap chahe to usko skip kar skte hain ya apna mobile number dal kar submit karde.
7) Ye sari details dal dene ke bad ab primo application ON ho jayegi or usme rewards ka option show hoga.
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) |
8) rewards me aapko 125 mint free milte hain.
25 mint number submit karne ke , 25 mint email address submit karne ke , 25 mint location submit karne ke , 25 mint profile photo set karne ke or 25 mint hometown submit karne ke total ho gye 125 mint.
Friends aap soch rhe honge ki me to aapko bol raha tha ki ye application free calling ke liye hai.
Han ye such he 125 mint se aap free calling kar skte hain or aap jaise jaise isko use karoge isme automatically aapko kabhi 100 mint , kabhi 150 mint or kabhi 200 mint free milte rhenge.
Proof aap yaha dekhiye mere pas abhi bhi 875 mint hain.
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) |
9) primo application se call karna bahut easy hai.
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) |
Bus aapko dialer par click karna hain, Or fir number dial karke call karna hai.
Friends primo application se aap kisi bhi number par call kar skte hain. Or isme aapko ek us ka number bhi milta hain. Jisse aap whatsapp account bhi bana skte hain.
Read Also:-
Android Mobile Se Free Calling Kaise Kare (HOW TO CALL FREE WITH ANDROID MOBILE) |
Bus apko whatsapp par ye number dalne hain or verification ke liye call par click karna hain. Primo par call aayegi or fir verification complete ho jayega.
Iski jyada jaankari ke liye aap humari ye post read kare.
Other county ke number se whatsapp kaise banaye
Or agar aap jisko call kar rhe hain or vo bhi primo application use karta hai to usse aap bilkul free calling kar skte hai voice calling or video calling dono.
Friends vaise abhi primo ke alawa bhi bahut sari application hai jo free calling karvati hai. Par primo application se aap unko bhi call kar skte ho jo primo use nahi karta ho.
Par agar aap jisse free calling karna chahte hain vo bhi same application use karta hain to me aapko top free calling application btata hun jisse aap free calling kar skte ho.
Top Free Calling Application
Friends vaise video calling ke liye baki sari application se IMO application best hai.
Is article se related agar aapko koi bhi problem aaye ya aapko koi bat samjh na aaye to aap comment karke apna sawaal humse puch sakte hai..
Read Also:-Whatapp Hakeing Se Kaise Bache 5 Tips
No comments:
Write commentAdd Your Comments, and Your Thought