15 October, 2017

Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye?...

By:   Last Updated: in: ,

Blog Banane Ke Bad Usko Search Engine Me Best Ranking Ya Top Rank  Dena Bahut Jaruri hai. SEO Is Work Ke Liye Bahut Jaruri hai. SEO Factor Me Image ka SEO bhi Bahut Important Role Nibhata hai. Is Post Me Hum Janenge Ki Blogs ke Liye Image Ko SEO Friendly Kaise BanayeImages Ke SEO Ready Hone Se Google or Other Search Engine Usse Facalty Crawl Karte hai. Aur Best Ranking Pradan Karte hai
Is Topic Par Detail Se Yaha Samjh Sakte hai…Post Ke Content Ko Samajhane Ke Liye Uska Images Us Topic Ke Liye Bahut Important Rahta hai.Aur Usi Tarah Se Google And Other Search engine Ko Bhi Samajhana bhi Jaruri hai Usi Tarah Se Search Ranking Provide Karti hai

  1. Alexa Rank Kya Hai Blog Ko Alexa Me Submit Kaise Kare~Full Guide
  2. blog me 3 Column Footer Widget Kaise Jode

Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye
Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye 


How to Make SEO Friendly Image:

Apko Image Me Bahut Se Change Karne Padenge Aur Uske bad App Image Ko SEO Friendly Bana Paate hai

Image Format: 

Images ke Bahut se Format Hote hai. Usme JPEG , PNG Ye Dono Jyada Use hote hai. Par Me apko Blog Post Ke Liye JPEG Format Recommended Karunga Jisse app Apne Blog Ko Image Ke Sath SEO Ready Banakar Traffic Gain Kar Sakte hai. JPEG Format Me Kuch Advance SEO Option Available hote hai Jinke Dwara app Hamesha Blog Par Traffic Ko Prapt Kar Paogee.Main Bhi JPEG format Hi use krta hu kyuki yah png se kam size ka hota hai or mein blog 700X 380 ki Image use karta hu.
Blog Post Ke Image Ke Naam Us Post Ke Keyword Ke Rup Me Hona Chahiye. Apko Always Name Change Karne Ke Bad Us Post Ke Keyword Ko Image Ka Naam Dena Chahiye Jisse apke Blog Images Ko Google Fastly Crawl Karke Uski Sahi Rank Provide Karta hai. Image Ka Naam Me Other Words Hone se Google Page Rank Me Sahi Rank Nhi Milti Aur Traffic Loss Hota hai. esliye Is Point Ka Dhyan Rakhe !

  1. Phone Kho Jane Par Online Track, Lock Aur Format Kare Full Guied In Hindi |100% Working
  2. Blogger Vs WordPress Who Is Best Platform – Full Guide in Hindi

Resize Image:

Rename Karne Ke Bad Image Ko Resize Karna Bahut Jaruri hai. Jisse Apke Blog Page ki speed Slow Nhi hogi. aur Fastly Page load hoga. Speed Page Wale Ko Page Ko Google Acchi Ranking Deta hai Jisse Normal Blog Par Traffic Badhta hai. Image Ko Resize Karne SE Matlab Uska Size Kam Karne Se hai. Images Search Engine Optimization Karne Ke Liye app Format Factory Ya Others Online Tools Ka Upyog Kar Sakte hai. 

  1. Apne Blog Ko Google Search Main Submit Kaise Kare~FULL INFORMATION
  2. Blog Ka Traffic Badhane Ki 15 Killer Tips In Hindi

Image Detail:

Images Resize Karne Ke Bad Usme Image Detail Bhi dena Jaruri hai. Agar app Image Detail Se Confused Ho Rhe ho To Me apko Bata Du JPEG File Ko Properties Me Jakar 3rd Number Par Detail Ka option Hota hai. Jisme Tag , Subject , Title Etc. Ke Other Important Option hote hai. Apko Wo Jarur Fill Karne Chahiye. Jisse Post Google SEO Friendly Post Bana Rahta hai. Aur SEO Improve Hota hai.

  1. ATM Par Apna SBI Registered Mobile Number Change kaise Kare
  2. BHIM App Kya hai -Download aur Upyog Kaise Kare ! Full Guide In Hindi

On Page ( Properties ):

Jab app Blog Post Likh Rahe ho To Usme Image Upload Karne Ke bad Image Ki On Page Properties Me Jarur Us Blog Ke Post Keyword Daalne Chahiye. Keyword Ranking Imporvement Ke Sath Us Blog Post Ko Google fastly Samajh jaata hai.

  1. Blog Ya Website Ki Loading Speed Ko Fast Kaise Kare Jane Hindi Me-100% Working
  2. Blogger Blog Ka Backup Data Download Kaise Kare In Hindi


On Page ( Add Caption) 

Blog Post Likhte Samay Jis Tarah App Properties Me Keyword Use Karte hai Usi Tarah apko Properties Ke Pass Me Add Caption me Bhi Keyword Title Dena Jaruri hai. Visitor Ko in Title Se Jitni Help Milti hai Utni Help Google And other Search Engine Ko Milti hai. Esliye Ye Points Ko Bhi app Dhyan jarur Rakhiye 

  1. Pan Card Ke Liye Online Apply kaise Kare~Full Information Infriendly Hindi
  2. Create a Free Website(blog) in 3 Minutes Full Guied in hindi

Pinterest Pin:
Blog Post likhne Ke Bad Usse Pinterest Social Site par Pin jarur Karni Chahiye. Jisse apke Blog Post Ko Acchi Ranking Improve karne Me madad Milti hai. Ye SEO Improve Karne Ke liye Best Factor hai.

 दोस्तो अब आप समझ चुके है की post image को seo friendly कैसे  बनाए लेकिन ये सभी point आपको हमेशा याद रहने चाहिए क्योकि blogger हमेशा post लिखते है so इन points से हम हमारी पोस्ट ko google search me टॉप पर बना सकते है चाहे उसके जैसे कई post इंटरनेट पर हो ।अगर यह post आपको अच्छी लगी तो कमेंट जरूर करे और share करना ना भूले ।
Thanks For Visiting… Keep Sharing

2 comments:
Write comment
  1. Mai apne blog pr adsense apply kr skta hu kya blog ko dekhkr btaye Mera blog link hai
    arifsahiba.blogspot.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Arif aap esa kar sakte hai kyuki apke blog me abot,disclaimer,cantact,term&condition etc page nhi hai esliye aap essa nhi kar sakte .or aapka blog acha hai.comment or post padne ke liye thanks

      Delete

Add Your Comments, and Your Thought