17 May, 2017

Google AdWords Kya Hai, Ye Website Ke Liye Kyu Jaruri Hai?..

By:   Last Updated: in: , ,

hello dosto yah post un new bloggers ke liye hai jo apne blog ka traffic bdana chahte hai.Adwords google ki ek bahut hi badhiya services hai. Jo google search engine me humari website ke ads show karti hai. Agar koi apni website ko google par share karna chahe to mai kahunga ki wo google adwords ki services use kare. Website ko adwords se jodne ke bad jab bhi koi aapki site se related jankari search karta hai to google right side me aapki site ke ads dikhata hai isaliye aaiye adwords ke bare me adhik jante hai.

  1. Blogger Blog Me Advanced SEO Setting Enable Kaise Kare~Full Guide In Hindi
  2. Apne Blog Ko Google Search Main Submit Kaise Kare~FULL INFORMATION
Google AdWords Kya Hai, Ye Website Ke Liye Kyu Jaruri  Hai?..

Google Adwords Kya Hai? 


Google ki yeh services humari website ke ads ko right logo tak pahuchane ka kam karti hai. Yani jab koi google par aapki site se related koi jankari search karta hai to adwords google ke right side me aapki site ke ads show karti hai.
Iska sidha sa benefit hai ki apni site ki traffic badhane me google adwors aapki help karta hai. To aap samajh gaye honge ki google adwords aapki site ke ads google searech engine ke right side me dikhane ka kaam karti hai.

  1. Image Ko SEO Friendly Kaise Banaye?...
  2. Blogger Blog Ko WordPress Par Import Kaise Kare~Full Information In Hindi


Website Ke Liye Google Adwords Kyo Jaruri Hai?

Agar aap apni site par traffic badhana chahate hai or apni site ka promotion karna chahata ho to adwords iske liye bahut achha hai or main bhi aapko yahi kahunga ki aap google adwors service use kare.
Kyuki adwords site ki traffic badhane ke better tariko me se ek hai. Ye aapki site ke ads related site par show karega. Jisse aapko or adhik traffic milega. Aap samajh rahe honge ki me kya kahe raha hu.
Google AdWords Kya Hai, Ye Website Ke Liye Kyu Jaruri  Hai?..add

Google Adwords Service Kaam Kaise Karti Hai?

Google adwors se site ko jodne ke bad jab koi visiters aapki site se related jankari google par search karta hai to google ke right side me adwors aapki site ke ads show karta hai. Upar photo me aap adwords ke ads dekh sakte hai.
Agar aap adsense use kar sakte hai to adwords aapke kisi kaam ka nahi hai kyuki kharide huye visitors adsense allow nahi karta. So aap adsense ki safty ke liye blog ki traafic badhane ke free way hi apnaye.
Hitmeindia par traffic badhane se related bahut post hai aap wo bhi padh sakte hai. Aapko details se jankari milegi.
Agar aapko apne website blog par traffic badhana hai to aap hamari ye post padhiye Website Ki Traffic Kaise Badhaye – Blog Ki Traffic Kaise Badhaye is post me aapko traffic increase karne ki badhiya or helpful jankari milegi.
Sath hi agar aapne abhi tak apni website nahi banai hai to aap ye post padhiye Free Website Blog Kaise Banaye is post me aapko free website blog banane ki puri jankari milegi.

  1. HotStar App Par Free Offline Videos Kaise Download Kare Full Guied in Hindi
  2. HTML Kya Hai In Hindi?...

I hope aapko google adwords kya post achhi lagi hogi agar lagi hai to ise social media par apne sabhi friends ke sath share jarur kare.
THANK YOU ALL READERS


No comments:
Write comment

Add Your Comments, and Your Thought