03 April, 2017

Free Me SMS Kaise Kare Hindi me

By:   Last Updated: in: ,

Hello Dosto Kya aap seekhna chahte hai free me message kaise karte hai to ye post padhe. Mai is post me aapko ye batane wala hu ki agar aapke pass internet hai to koi offline hai to use kaise free me SMS karte hai. Dosto aaj kal smartphone hum sab ke pass rehta hai. Bahut se dost aise bhi hote hai mobile hota hai par net nahi use karte hai. Aise kya hum bina internet SMS kar sakte hai ha bilkul message send kar sakte obhi free me bina paise ke.Mai batane wala hu ki kaise india me kisi bhi mobile par free me SMS karte hai.

Image result for send free sms logo
Free Me SMS Kaise Kare Hindi me (Hitmeindia.blogspot.com)


Internet par to aapko bahut sare website mil jayenge jaha se free me chat messaging call kar sakte hai. Par isme mai aapko 2 APPS ke bare me batane wala hu jo mujhe bahut acha lagta hai or mai khud used karta hu. Mai is liye ye apps use karta hu kyoki mere dost kuch aise bhi hai jo internet nahi chala pate hai. To kuch logo ko chating karna pasand nahi hai to usko mai free me is apps ki madat se hum massage karte hai.

Internet se free me india SMS kaise karte hai offline friends ko

Mai aapko isme bata raha hu agar apke pass internet hai to kaise free me message karte hai mobile number pe. Sabse pahle to way2sms.com ki baat karenge. Ye site bahut hi purana hai hai 2006 me banaye or ye privet company hai. Mai isme 2011 me registration kiya or is account se aaj to free me sms karta hu to mujhe ye bahut pasand aayi website. Kyo ki isme message 100 % delivered ho jata hai.



Way2SMS Par New Registration kaise kare

Step. 1

New account banane ke liye click kare.
Ab apke smane ek form fill karne ka option aayega usme apni detail bhare.

Step.2 

way2sms se free me message kaise send kare

  1. Apna name likhe
  2. Date of birth bhare apna
  3. Jis email id se bana chate hai use likhe
  4. Ab email id phir se ohi likhe or confirm kar le
  5. Apni city select kare jaha rehte hai 
  6. Jis mobile number se bana chahte use liye yehi number se msg jayega
  7. Yeha par apke samne jo code open hoga use likhe
  8. I agerre to the way2sms par check kar de.
    Verify & Register kare.
    Ab aapka account ban gaya hai log in kare or used kar sakte hai. 



    way2sms ko android phone me use kare

    Dosto agar aapke paas computer nahi hai to chaliye mai isko mobile me kaise use karte hai uske bare bata raha hu.
    Sabse pahle to android apps download kare liye click kare. Ye bahut jald ho jayega kyo ki iska size 2 se3 MB ka hai.
    Phir jo apne id banaya hai use log in kare or SMS box me apna message likhe 148 character ka or mobile no jise send karana hai kar de,

    SMSNow Se Bhi Free me message india me send kar sakte hai

    Ye bhi ek bahut hi acha hai. smsnow apps ko download kare 3.4 Mb ka hai. Aap apne android phone me install kare.
    Jab install ho jaye to phir signup kare, Mobile Number Koi Password Dale , Apna Naam Phir Email id ,Ab free me message send karne ke liye. SEND SMS par click kare.  
                                                                                                         
      SmsNow - Free Sms India- स्क्रीनशॉट   SmsNow - Free Sms India- स्क्रीनशॉट
    Phir ek box open hoga jisme apna message likhna hai 148 character ka or jis number par send karna chahte ho  oh search ka option hoga oha se number search kare.

    Hai na indiam me free message karna asan to soch kya rahe hai ye apps ko download kare or apne free ko sms kare jo offline rahte hai unhe bhi sms karna start kar de.



    Agar koi problem aaye ya phi use nahi kar pa rahe hai to mujhe comment kar ke bataye aapki puri help kiya jayega.

    No comments:
    Write comment

    Add Your Comments, and Your Thought